Friday, 13 January 2017

Android Main Bina Internet Ke Websites Khole


Aisa hum sabke saath hota he hum kuch jaruri article padh rahe ho aur internet khatam ho jaaye, aur aapka kaam adhure main hi atak jata he.
Toh hum aaj aapke liye ek aisi trick laaye he jiski wajah se aap websites ko download kar sakte he.
Iske liye aapko Android application Offline Browser Chahiye Hoga.
[Download]

1. Application ko download, Install karke khole.
2. "+" Pe click kare aur website ka link daal kar download par click kare.
3. Download Khatam Hone ke baad Data Off karke saved page open kare.

Bas Aapka Webpage aap kabhi bhi kahi bhi khol sakte he.

Agar post pasand aaye toh share ya comment jarur kare.

Agar koi problem ho toh comment main awasya likhe.

0 comments: