Aaj kal har koi internet ka use karta he aur hum roj kareeb 20 se jyada website kholte he, aapke mann main bhi kabhi yeh khayaal toh aaya hoga ki kaash humari bhi koi website ho, par aap sochte ho yeh bahut mushqil kaam hoga par aisa nahi he.
Aap Bina Koi Programming Language Jaane Bina Bhi Website bana sakte he apni.
Toh Chaliye Start Karte he.
1. Sabse pehle aapko blogger.com website kholni hogi.
2. Create new Blog Pe click Kare.
3. Apni gmail ID aur Password likhe.
4. Use Blogger Profile Pe click kare.
5. Create Blog Pe Click Kare.
6. Apne Blog ka Title, Naam aur Url likh le.
Lijiye Ban gai aapki website
youraddress.blogspot.com
Agar Post Pasand Aayi ho toh share Aur comment Jarur Kare.
Kisi bhi tarah ki mobile, computers, etc. Se related apni problem comment me jarur likhe.
0 comments: