Saturday 3 June 2017

YouTube Video Download Kaise Kare

loading


Aaj ke daur me agar hame koi bhi video ki jarurat hoti hain toh hum seedha youtube ki taraf rukh karte hain, kare bhi kyu na waha hame har jaankari jo mil jaati he.
Kai baar hame kuch videos kaafi pasand aate hain aur hum unhe download bhi karna chahte hain par kar nahi paate.
Aaj main aapko kuch aise tarike batane jaa raha hu jiss se aap aasani se youtube videos download kar paayenge.

Bina kisi software ke kaise download kare:

Step 1. Sabse pehle browser youtube khole aur video khole jise aap download karna chahte hain.




Step 2. Fir browser ke url box me url edit karke "www.youtube.com/sjfhgfkghkfs" ki jagah "www.ssyoutube.com" kar de.







Step 3: Video ki quality select kare.


Apko yeh post kaisi lagi comment jarur kare.



2 comments:

  1. I'm using Youdownloader's free video downloader by https://youdownloader.net/. They allow downloading videos from Youtube for free.

    ReplyDelete
  2. Tubemate is the most affordable option to download free videos from Youtube. Tubemate is published for free by Devian Studio.
    Homepage: https://devianstudio.net/; Tubemate.net
    Address: XX74 HH Jamalpur, Haryana, India
    Phone: +919812020076

    ReplyDelete